Google Kiyu Hai World Ka No.1 Search Engine
Aaj har koi Internet per Google use karta hai per aap ne kabhi socha hai ki pure world me Google Search Engine hi sabse jada kiyu use kiya jata hai...
Isliye aaj hum iss post me batayenge Google ki kuch yesi baate jo usse No.1 Search Engine banati hai.
Internet ki report ke anusar world me 100 % me se 70-75% log Google Search Engine ka use karte hai or 20-25% log other Search Engine use karte hai jese Bing, Yahoo, etc. jese Search Engine use karte hai.
Google per har second 50,000 se bhi jada Search kiya jata hai aab aap khud hi soch sakte hai ki Google kitna use ho raha hai. Google per har roj 5000 se bhi jada websites register hoti hai or abhi tak Google per 500 million se bhi jada websites hai.
Google Or Other Search Engine Me Kiya Fark Hai :-
Aap agar khud Google use karte hai to aap ko pata cal jayega ki Google kiyu acha hai other Search Engine se Google Search Engine per Search karne per aapko other Search Engine se jada Result milega India me Google ka use 30 crore se bhi jada log karte hai or aaj iss time Google ki bohot Services hai jo Google ko or bhi best banata hai.
Google apne aap me ek bohot bada platform hai agar aap YouTube open karte hai to aapko ye to pata hoga ki YouTube ki Serives kis ne di hai "Google" ne ji haa Google ki esi bohot si services hai jo aap roj use karte hai jese Google +, YouTube, Google Adsense, Google Translate, Google Maps etc.
Aab aap ek baar khud soch ke dekhe agar aapko itni sari services Google Search Engine per hi mil jati hai to aap other Search Engine per kiyu jayenge jese aap apne ghar ka saman kharidne bazar me jate hai per aap pure bazar me se ek hi Store me se hi saman kharidte hai kiyu ki aapko pata hai ki aapko har saman usi Store per milega isliye aap usi Store per jate hai. Jesa ki mene apko phele bhi bataya tha ki Google apne aap me hi bohot bada platform hai.
Aab to aap ko pata cal hi gaya hoga ki Google sabse jada use kiyu hota hai agar aap ko hamari ye post pasand ayi to aap isse Share bhi kar sakte hai.
Isliye aaj hum iss post me batayenge Google ki kuch yesi baate jo usse No.1 Search Engine banati hai.
Internet ki report ke anusar world me 100 % me se 70-75% log Google Search Engine ka use karte hai or 20-25% log other Search Engine use karte hai jese Bing, Yahoo, etc. jese Search Engine use karte hai.
Google per har second 50,000 se bhi jada Search kiya jata hai aab aap khud hi soch sakte hai ki Google kitna use ho raha hai. Google per har roj 5000 se bhi jada websites register hoti hai or abhi tak Google per 500 million se bhi jada websites hai.
Google Or Other Search Engine Me Kiya Fark Hai :-
Search Engines |
Aap agar khud Google use karte hai to aap ko pata cal jayega ki Google kiyu acha hai other Search Engine se Google Search Engine per Search karne per aapko other Search Engine se jada Result milega India me Google ka use 30 crore se bhi jada log karte hai or aaj iss time Google ki bohot Services hai jo Google ko or bhi best banata hai.
Aab aap ek baar khud soch ke dekhe agar aapko itni sari services Google Search Engine per hi mil jati hai to aap other Search Engine per kiyu jayenge jese aap apne ghar ka saman kharidne bazar me jate hai per aap pure bazar me se ek hi Store me se hi saman kharidte hai kiyu ki aapko pata hai ki aapko har saman usi Store per milega isliye aap usi Store per jate hai. Jesa ki mene apko phele bhi bataya tha ki Google apne aap me hi bohot bada platform hai.
Aab to aap ko pata cal hi gaya hoga ki Google sabse jada use kiyu hota hai agar aap ko hamari ye post pasand ayi to aap isse Share bhi kar sakte hai.
Google Kiyu Hai World Ka No.1 Search Engine
Reviewed by TechToMore
on
08:26
Rating:
No comments