Online Shopping Karne Ke Kiya Fayde Hai
Hello Friends...☺
HelpToMore (H.T.M) me aap logo ka swagat hai Friends aap log Internet too jarur use karte honge or aap ne online ke baare me bhi suna hi hoga aap logo ko bata de ki abhi 100 me se 30% log hi Online Shopping karte hai kiyki kuch log Offline Shopping hi karte the to unne vahi karna pasand hai lekin agar hum un ko Online Shopping karne ke fayde bata de to vo bhi Online Shopping karna cahenge.
Friends aap ko ye to pata hi hoga ki abhi kuch month phele hi 500 - 1000 ki currency band ho gayi hai isliye logo ko Offline Shopping karne me dikkat ho rahi hai lekin agar aap Online Shopping karte hai to aap ko yesi koi dikkar ka samna nahi karna padega kiyuki aap Online Shopping me apne Bank se paise katwa kar bhi Shopping kar sakte hai.
Note :- ( Online Shopping me Cash On delivery me 500-1000 ke note nahi calenge )
Online Shopping Karne Ke Kiya Fayde Hai :-
1. Sabse phele aap ko Online Shopping karne per Free Home Delivery milti hai jo aap ko Offline me nahi milegi.
2. Aap ko jo bhi product Buy karna hai us per acha sa discount milta hai.
3. Agar aap ne koi product Online buy kara hai or aap ko vo product pasand nahi aaya to aap uss product ko 30 days ke andar wapas kar sakte hai.
4. Aap wapas kiye product ki jagha koi or product bhi buy kar sakte hai.
5. Agar aap ko product pasand nahi ata hai to aap us ko wapas karke apne paise wapas le sakte hai.
6. Delivery ke time agar aap ke product ke box ki seal tuti huyi hai to aap us product ko wapas bhi kar sakte hai.
7. Online Shopping ke bill payment karne ke bohot options hote hai jese ki :-
1. Cash on delivery
2. Net Banking
3. Credit, Debit card
8. Cash on delivery :- Iss option me jab aapke product ki delivery hogi ussi time aap ko paise dene hai.
9. Aab baat hai Net Banking, Credit, Debit card wale option ki iss option ko vo hi log choose karte hai jinko apne Bank se paise dene hai yani agar aap ne Online Shopping kari hai or aap ko apne bank se bill pay karna hai to aap inn options ko choose kar sakte hai.
10. Online Shopping karne per aap ko Product ka Review bhi dikhaya jayega.
11. Agar aap ki limit 10,000 tak ke Smart phone kharidne ki hai to aap ko Online me bohot se Smart phone mil jayege.
12. Agar aap ke pass koi Coupon code hai to aap usse apply karte or discount paa sakte hai.
Friends ye hai kuch Online Shopping karne ke fayde agar aap ko humari ye post achi lagi to aap hume comment box me comment karke bata sakte hai or agar aap ko Online Shopping ke baare me koi bhi jankari cahiye to aap hume comment kar sakte hai.
Online Shopping Karne Ke Kiya Fayde Hai
Reviewed by Help To More
on
01:49
Rating:
No comments