Apple Karega Iphone 8 me Wireless Charging Ka Feature Add

Header Ads

ad
Apple Ke IPhone 8 me aab hogi Wireless Charging

Dosto jesa ki aap log jante hai ki Apple IPhone 8 ke launching ki tayari cal rahi hai per aab Apple New Technology ka use karne ki soch raha hai.


Jisse aap IPhone 8 ko Bina wire charging kar sakte hai yani wireless charging kar sakte hai.



Lekin aap ko bata de ki agar Apple is technology ka use karta hai to aap ko IPhone 8 ke sath koi charger nahi milega balki uss charger Ko aap ko alag se buy karna hoga.


Wireless Charging Hone Se Hume Kiya Fayda Hoga :-

Dosto aaj ke is time me logo ke pass itna bhi time nahi hota ki vo 1-2hrs ruk ke apne Iphone ko charge kar sake or agar wireless charging hogi to aap ko kahi bhi rukne ki jarurat nahi padegi aap office me kaam karte huye charge kar sakte hai or itna hi nahi aap Car Me Drive karte huye bhi charge kar sakte hai.

Is Technology Ko Use Karke Apple Ko Kiya Fayda Hoga :-

Jesa ki aap jante honge ki Apple apni har technology ka use karke other companys se jada paise kamata hai or Technology me bhi No.1 me bhi Apple hi ati hai to vese hi is wireless charging ki technology ka use karke Apple or jada paise kamayga.

                           

Jese agar aap Iphone 8 buy karenge to aap ko uss ke sath koi charger nahi milega or aap ko uss charger ko alag se Buy karna hoga jisse Apple Iphone 8 ki total cost incress hogi or Apple acha khasa paise kamayga.

Agar aap Iphone use karte hai ya aap Iphone ke fans hai to iss Post ko jada se jada Share kare.


Aap ko Iphone 8 ki iss wireless charging ki baare me kuch bhi puchna to to aap hume comment kar ke puch sakte hai.


Apple Karega Iphone 8 me Wireless Charging Ka Feature Add Apple Karega Iphone 8 me Wireless Charging Ka Feature Add Reviewed by TechToMore on 07:34 Rating: 5