BHIM UPI App Kare Download Or Jaane Kaise Use Karte Hai | How To Use BHIM UPI App
BHIM UPI App huya Launch Kare Download Or Jaane Kaise Kare Isko Use BHIM UPI App Ke Baare Me Janne Ke Liye Pade Ye Post.
Friends aap logo ko ye to pata hi hoga ki P.M Narendera Modi Ji ne Friday ko BHIM app launch kiya tha or unno ne kaha ki 1 January se iss App ko aap Download kar sakte hai.
Lekin kuch logo ke maan me bohot saare sawal ate hai jese ki iss App ko Download kaha se kare, Iss App ko kaise use kare, ye saare sawalo ke jawab aap ko hum iss post me denge.
BHIM UPI App Ko Download Kaha Se Kare :-
Friends vese to aap ko BHIM App Play Store per mil jayega lekin aap humre Download button per click karke BHIM App ko Download kar sakte hai.
Step 1. BHIM App Download karne ke baad usse open kare.
Step 2. Open karne ke baad Language Select kare.
Step 3. "Next" Button per click kare.
Step 4. Fir se "Next" Button per click kare.
Step 5. Tap kare "Let's get Started"
Step 6. Verify kare apna Mobile Number.
(Note :- Mobile number vahi dale jo number aap ne Bank me Register kara hai)
Step 7. Agar aap ke Mobile me dual Sim hai to Select kare apna Bank me Register kiya huya number.
Step 8. Aab aap ka mobile number Verify hoga.
Step 9. Aab aap apna UPI Pin set karne ke liye UPI Pin option ko Select kare.
Step 10. Aab aap ko yaha apne ATM\Debit card ke Last 6 digit number enter karna hai or card ki Expiry date ke sath.
Step 11. Aab apke mobile per ek OTP Receive hoga usse App me enter karke aap apna New UPI Pin create kar sakte hai.
Step 12. Aab aap ka BHIM App activate ho chuka hai aap cahe to koi transaction kar ke dekh sakte hai.
BHIM App Se Kya Kya Kar Sakte Hai :-
1. Sending Payment :- aap is app se Payment kar sakte hai.
2. Balance Check :- aap is app se apne bank account ka balance bhi check kar sakte hai.
3. QR Code :- aap kisi ko bhi QR Code ki madat se bhi kisi ko Payment kar sakte hai.
4. Transaction Limit :- Is app se aap 24hrs me minimum 10,000 Rs or maximum 20,000 Rs transfer kar sakte hai.
Friends agar aap ko humari ye post aap ko achi lagi to aap iss post ko apne friends ke sath Facebook, Whatsapp per bhi Share kar sakte hai.
Thank You (H.T.M) Readers
Keep Supporting
Share Kare
Comment Kare

Reviewed by TechToMore
on
02:49
Rating:
Thank You Manish
ReplyDelete